Skip to main content

E Shram Card Online Apply 2022: दूसरी क़िस्त में मिलेगा 3,000 रूपए खाते में

E Shram Card Online Apply 2022: दूसरी क़िस्त में मिलेगा 3,000 रूपए खाते में

E-Shram Card Registration 2022 Online Apply Portal & CSC NDUW e Shram Card Status: Ministry of Labour & Employment India ne shramiko ke kalyan ke liye E Shram Portal maan se ek naya portal shuru kiya hai. E Shram issue karne wale candidates ko ek Unique Identification Number (UAN) Card milega. CSC NDUW E Shram Card Online registration Online UP, Bihar, MP aur Karnataka ke madhyam se, candidates ko future me job mil sakti hai. Ministry of Labour & Employment India ne un-organized Sectors me Shramiko le Data ekatra karne ke liye E Shram Portal launch kiya hai and NDUW Database ka upayog nayi policies shuru karne, future me adhik jobs paida karne aur shramiko ke liye nayi yojanaye shuru karne ke liye kiya jayega. Aap poori details dekh sakte hai E Shram Portal 2022 Official Website benefits, Documents Required, CSC Login, e Shram Portal Online Apply kaun kar sakta hai and e Shram Card Status niche diye gaye section se, e shram gov in, e shram card download, e shram gov in, e shram login

E Shram Card Online Apply 2022, register e shram gov in


E Shram Card Registration 2022 – E Shram Card Online Application 2022

Article E Shram Card Registration 2022
Category Sarkari Yojana
Authority Ministry of Labor & Employment, Government of India
Registration Apply Start 26.08.2022
Registration Apply Mode Online
Official Website https://eshram.gov.in/

What is E Shram Card and what will be the benefit of E Shram Card?

In fact, others 30 crore workers ko jodne ka Lakshya rakha hai. Bharat Sarkar dwara unorganised sector ke workers ki jankari ektra karna aur Sabhi workers ke database ko ek Sthan per ekatrit kar is portal ke under aane wale workers jaise construction workers, migrant workers, platform artists, street vendors, domestic workers, Agricultural workers and other organized workers. Aise log jinhen kisi Yojana ka advantage nahin mil pa raha hai. Kyunki janana possible nahin hai. Kya Yojana aayi aur kya Gai iske under Sarkar dwara E Shram Card Registration ke bad E Shram Card Jari kiya gaya jaega. Koi bhi worker sidhe yojnaon ka benefit utha sakega aur Sarkar bhi alag-alag kadam uthaegi, jo bhi unke pass workers ka database hoga usse

E Shram Portal?

Iss E Shram card ka naam Unique Identification Number (UAN) Card hai aur uss authority ka naam jiske under ye card aata hai - Ministry of Labor and Employment. Iss Yojana ki shuruaat PM Narendra Modi ne unorganised sector ke workers aur laborers ke liye ki hai. Iss Yojana ka main objective desh ke workers aur laborers ke liye hai. Ministry of labor and Employment ne haal hi mein pure Bharat mein unorganised sector ke workers and laborers ke bare mein puri jankari ekatra ki hai. Aap is UAN Card ko lifetime je liye istemal kar sakte hain, E Shram Card Download

Desh ke 38 crore workers unorganised sector mein kam kar rahe hain. Construction workers, ready-trackers, small sellers, agricultural labourers, domestic workers, women, beedi workers, truck drivers, fishermen, milk vendors, ASHA and Anganwadi workers, MGNREGA workers, self-employed and many more workers in the unorganized sector ke kayi aur workers vyapak roop se kam kiya hua hai. Ye National level ka Portal (e Shram Portal) desh ki economy mein badi bhumika nibhaane wale in crore unorganized sector worker brothers and sisters ke Kalyan aur unke secured future ki kalpana karne ke liye banaya gaya hai.


E Shram Card ke kuchh Special Features?

E Shram Self Registration Apply Online
Registration Through CSC Portal Apply Online
CSC NDUW E Shramik Card Status Check Here
Update Profile Click Here
Update E-Kyc Click Here
Official Website Click Here

Aapko milega 12 digit ka Unique Number

✔️ Union Ministry of Labor and Employment dwara banae jaane wale around 38 crore workers ke E Shram Card ko E Shram Card per 12 digits ka unique (Universal Account Number UAN) number milega. Taki sabhi workers ko ek bar mein benefit mil sake. Jaisa ki aap jante hain ki Bharat mein har person ke paas identity card ke roop mein ek alag Aadhar Card Number hota hai. Iss tarah E Shram Card aapko bhi banaa dega Bharat ke workers ki pehchan.

Labour Shramik Card Registration news: Desh ke crores of unorganised workers ke sampurn Kalyan ke liye E Shram develop kiya gaya hai. Desh ke unorganized sector workers tak benefit pahuchane ke liye E Shram Portal ko unke Aadhar Card se joda jaega.

Labour Shramik Card me name, occupation, address, educational qualification, skill types and family details etc. ke details hoge taki unki Rojgar yogyata ki adhiktam prapti ho sake aur unhe Social Security Schemes ke benefits ka vistaar kiya ja sake. Ye migrant workers, construction workers, gig and platform workers and others sahit an organised workers ka pahla National database hai, E Shram Login


Sarkari Yojanao ka benefit lene me Help kare

  • ✔️  Bharat Sarkar jo bhi Yojana chalati hai! Iske database ko un sabhi yojnao se bhi joda jaega jisse ye register kar sakegi aur kisi bhi tarah ka kam karne ke liye ek platform ke medium se formal sector Mein yojnaon ka benefit utha sakegi.

National Toll Free Number bhi jaari kiya jayega

  • ✔️  workers ki help ke liye toll free number jari kiya jaega. Kisi bhi type ki jankari ke liye ve toll free number ke madhyam se jankari hasil kar sakenge. Help ke liye Registration ke bad aisa sa Toll Free Number 14434 shuru kiya jayega

E Shram Card Registration 2022 Online Apply

Bharat Sarkar ne unorganised sector ke workers are laborers ke Kalyan ke liye E Shram Portal Yojana naam se ek nai yojana shuru ki hai. E Shram Portal Pradhan Mantri Narendra Modi dwara launch kiya gaya hai. Labor and Employment Ministry of India ne unorganised sector came worker and laborers ke bare mein sabhi jankari aur data ko track aur ekatra karne ke liye E Shram Portal shuru kiya hai. Ekatrit data ka upyog nayi yojnaon ko shuru karne, nayi policy banane, unorganised sector ke workers or laborers ke liye more employment opportunities paida karne ke liye kiya jaega. Labor and Employment Ministry E Shram Portal ke liye apply karne walon ke liye Unique Identification Number (UAN) Card provide karega. Candidate Jo bhi E Shram Registration ke liye apply karna chahte hain CSC Seva Kendra ke liye apply kar sakte hain. Candidate Aadhar Card se registered mobile number ka upyog karke E Shram Portal per E Shram self registration bhi kar sakte hain.


E Shram Login kaise kare?

  • ✔️ Iss e-shramik portal me E Shram Login karne ke liye aapko sabse pahle official website per jana hoga.
E Shram Login kaise kare?
  • ✔️  Iske bad home page per aapko 'Self Registration' ke option ko select karna hoga.
  • ✔️ Select karne ke baad agala page open hoga.
E Shram Login kaise kare?
  • ✔️  Usmein aapko apna mobile number dalna hai jo Aadhar Card se juda hua hai.
  • ✔️ Uske baad aapko Captcha Code bharna hoga.
  • ✔️  File karne ke bad aapko EPFO and ESIC ke liye Yes/No ke option ko select karna hoga.
  • ✔️ Iske baad aapko 'Send OTP' par click karna hoga.
E Shram Login kaise kare?
  • ✔️ Ab aapke paas ek OTP ayega. Puchhe gaye section me OTP dale.
E Shram Login kaise kare?
  • ✔️ Ab aapko apna Aadhar Card number dalne aur Terms and Conditions accept karne ke liye kaha jaega aur submit button per click Kare.
E Shram Login kaise kare?
  • ✔️ Aapke samne application form khul jayega, aapko use bharna hai.
  • ✔️ Fir sabhi documents bharne ke baad bhi upload karne honge.
  • ✔️ Ise banane ke baad submit par click kare aur future reference ke liye application form ki hard copy le.
  • ✔️ Iske baad aapka Registration E Shram Portal par pura ho jayega.


E-Shram Portal 2022 CSC Login Details
Higher Authority Ministry of Labour & Employment
Name of Portal e-SHRAM Portal
Name of Card Unique Identification Number (UAN) Card
Scheme Launch By PM Narendra Modi
Beneficiary Unorganized Sector Workers and Laborers
Article Category e SHRAM Portal UAN Card Online Registration
Official Websites shramsuvidha.gov.in & register.eshram.gov.in

E Shram Registration Eligibility Criteria

  • ✔️ Age 16-59 years ke beech honi chahiye
  • ✔️ EPFO ya ESIC ka member nahi hona chahiye
  • ✔️ Income Tax Payer nahi hona chahiye
  • ✔️ Unorganised Sector me kaam kaene wala hona chahiye.

Application Fee

Iske liye application karne ke liye koi fees nahin liya jaega. Lekin agar aap UAN Card mein kisi bhi tarah ka data update karne ke liye aate hain to aapko ₹20 dene honge.


Documents Required for E Shram Card

  • ✔️ Aadhar Card
  • ✔️ Bank Passbook
  • ✔️ Electricity Bill/Ration card
  • ✔️ Active Mobile Number


E Shram Registration kaise kare

  • ✔️ E Shram Card Online Apply ke liye, sabse pahle aapko official website per jana hoga.
  • ✔️ Vaha aapko Register on E Shram link par click karna hai
  • ✔️ Uske baad aapko Self Registration page open ho jayega
  • ✔️ Yaha aapko Aadhar Card me Registered Mobile Number dalkar OTP bhejna hai.
  • ✔️ Uske baad aapke samne Registration ka Dashboard khul jayega.
  • ✔️ Yaha aapko sabhi Details sahi 0-sahi bharkar last ki tarah submit kar dena hai, uske baad aap E Shram Card Online Application E Shram Card Download pura kar lenge

Stakeholders of E Shram Portal

  • ✔️ ministry of labor and employment
  • ✔️ ministry of electronics and information technology
  • ✔️ National Informatics Center
  • ✔️ State/UT Govt.
  • ✔️ Line Ministries/Department of Central Government
  • ✔️ Workers Facilitation Center and Field Operator
  • ✔️ Unorganized workers and their families ✔️ UIDAI
  • ✔️ NPCI
  • ✔️ ESIC
  • ✔️ EPFO
  • ✔️ CSC – SPV
  • ✔️ Department of Post through Post Office
  • ✔️ private sector partner

E Shram Card ke Fayde aur features

  • ✔️ Union Employment Minister Bhupendra Yadav dwara E Shram Portal Launch kiya gaya hai.
  • ✔️ 38 crore unorganized sector ke workers ka National Database E Shram Portal ke madhyam se taiyyar kiya jayega.
  • ✔️ Iss database ko Aadhar se Seed kiya jayega.
  • ✔️ Iss portal ke madhyam se laborers, street vendors and domestic workers ko apas me joda jayega.
  • ✔️ Portal par name, address, educational qualification, type of skill, family related information etc. darj ki jayegi.
  • ✔️ E Shram Portal ke madhyam se shramiko ko different facilities provide ki jayengi.
  • ✔️ Sabhi registered shramiko ko kayi yojanao ka benefit bhi provide kiya jayega.
  • ✔️ Iss card ke madhyam se shramiko ko unke kaam ke aadhar par distribute kiya jayega, jisse unhe rojgar available karane me help milegi.
  • ✔️ Database ke madhyam se sarkar ko shramiko ke liye different-different yojanao ko shuru karne aur operate karne me bhi help milegi.
  • ✔️ Ye portal Ministry of Labor and Employment dwara operate kiya jayega. E Shram Card Download

E Shram Portal ke under various yojanae

Social Security Welfare Scheme

  • ✔️ Pradhan Mantri Shram Yogi Maandhan Yojana -  Iss Yojana ke madhyam se labharthi ko 60 varsh ki aayu ke bad minimum 3,000 rupaye pension provide ki jaati Hai. Yadi labharthi ki death ho jaati hai to pension ke hisse ka 50% labharthi ke Jivan Sathi ko provide kiya jata hai. Iss Yojana ka advantage prapt karne ke liye labharthi ko 55 rupaye se ₹200 ke bich premium ka deposit karna hoga. Premium Rashi ka 50% labharthi dwara jama kiya jaega aur 50% Kendra Sarkar dwara jama kiya jaega.
  • ✔️ National Pension Scheme for Shopkeepers, Traders and Self Employed Person - Iss Yojana ke tahat 60 varsh ki aayu ke bad labharthi ko minimum ₹3000 ki pension provide ki Jaati Hai. Iss Yojana ka Labh prapt karne ke liye labharthi ko ₹55 se ₹200 Tak ka premium dena hota hai. Premium Rashi ka 50% labharthi dwara jama kiya jata hai aur 50% Kendriya Sarkar dwara vahan kiya jata hai.
  • ✔️ Pradhan Mantri Jeevan Jyoti Bima Yojana -  yah Yojana Department of Financial Services dwara chalayi jaati hai. Is Yojana ka benefit Bank dwara provide kiya jata hai. Kisi bhi karan se labharthi ki death hone per is Yojana ke tahat labharthi ke nominated person ko ₹2,00,000 ki Rashi provide ki jaati hai. E Shram Card Download
  • ✔️ Pradhan Mantri Suraksha Bima Yojana - is Yojana ke andar yadi labharthi ki accident se death Ho Jaati Hai Ya labharthi purn Roop se paralyze ho jata hai to ₹200000 ki Rashi per provide ki jaati hai. Yadi labharthi purn Roop se paralyzed nahin hai to ₹1,00,000 financial help provide ki jaati hai.
  • ✔️ Atal Pension Yojana - Iss Yojana ke under, labharthi ko ₹1,000 se ₹5,000 tak pension provide ki jaati hai. Iss Yojana ke under labharthi ki death ke baad labharthi ke husband ya wife ko ek lump sum amount bhi provide ki jaati hai. e shram card download
  • ✔️ PDS - is Yojana ke Madhyam se labharthi ko permant 35 kilo chawal ya gehun provide Kiya jata hai Garib Rekha se upar Jivan yapan Karne Wale Parivar ko 15 kilo Khadya samagri Upalabdh Karai Jaati Hai.
  • ✔️ Pradhan Mantri Awas Yojana - Gramin - is Yojana ke Madhyam se plane area ₹1,20,000 aur pahadi area me ₹1,30,000 ghar banawane ke liye financial support provide kiya jata hai.
  • ✔️ National Social Assistant Program -  Ye ek Pension Yojana hai. Iss plan ke jarie har mahine ₹300 se ₹500 Tak ka premium Dena hota hai is Yojana ke under ₹1,000 se ₹3,000 tak ki pension pradan ki Jaati Hai. e shram login
  • ✔️ Ayushman Bharat Pradhan Mantri Jan Arogya Yojana -  is Yojana ke Madhyam se pratyek Parivar ko bina koi premium diye ₹5,00,000 rupaye tak ka Swasthya Bima provide Kiya jata hai.
  • ✔️ Health Insurance Scheme for Weavers - Iss yojana ke madhyam se weavers ko swasthya bima provide kiya jata hai.
  • ✔️ National Safai Karamchari Finance and Development Corporation - Iss yojana ke madhyam se Safai Karamchariyo ko financial support provide kiya jata hai.
  • ✔️ Self Employment Scheme for Rehabilitation of Manual Scavengers - Iss yojana ki madhyam se hath se maila uthane walo aur unke ashrito ko nishulk skills training provide kiya jayega. Iske alava sarkar ki or se ₹3,000 va vajifa bhi diya jayega


E Shram Card ke Fayde?

Bharat Sarkar ne unorganised sector ke workers for laborers ke liye kai kalyankari yojanaen chalai hai. Awareness ki Kami ke karan kai Shramik Yojana ka benefit pane ki opportunity kho rahe hain. Aap E Shram Registration ke benefits ki jaanch kar sakte hai. eshram card, e shram gov in, eshram card download, e shram gov in, e shram login


  • ✔️ Financial Support
  • ✔️ Social Security Scheme Benefits
  • ✔️ More Job Opportunity
  • ✔️ Premium wave for 1 Year
  • ✔️ Bhima Yojana Insurance Cover
  • ✔️ Track Migrant Labourers workforce

Documents Required

  • ✔️ Aadhar Card
  • ✔️ Bank Passbook
  • ✔️ Ration card
  • ✔️ Electricity Bill
  • ✔️ Mobile Number Linked with Aadhar Number, e shram login


Information Required

  • ✔️ Aadhaar number
  • ✔️ Aadhaar linked active mobile number
  • ✔️ Bank account details
  • ✔️ Age should be between 16-59 years (26-08-1961 to 25-08-2005)

38 crore unorganised workers ke registration ke liye yah system ki ja rahi hai. Labour Minister ne kaha "Yah na keval unhen register karega balki Kendra aur Rajya sarkaron dwara lagu ki ja rahi various social security scheme score pura karne mein helpful hoga."


E Shram Portal Online Bihar, MP, UP & Karnataka ke liye kaun apply kar sakta hai?

Unorganised sector Mein Kam Karne Wale aur labours ke roop Mein kam karne wale log isram portal ke liye apply karne ke Patra Hai niche Diye Gaye section e shram card, e shram gov in, e shram card download, e shram gov in, e shram login  e shram card download, e shram gov in, e shram gov in ki details ki jaanch kare.


Rafi Marg, New Delhi -110001
Email: help-shramsuvidha[at]gov[dot]in
Phone No : 011-23354722(2:00 PM to 5:00 PM on working days)


FAQ E shram Card Apply, Eligibility, Benefits, eSHRAM Portal Register online ?

Q. E-Shram Card Help Line Number ?

Ans. Rafi Marg, New Delhi -110001
Email: help-shramsuvidha[at]gov[dot]in
Phone No : 011-23354722(2:00 PM to 5:00 PM on working days)


Q. E Shram Registration Benefits ?

Ans. Sabhi registered unorganised workers ko 1 varsh ke liye Pradhanmantri Suraksha Bima Yojana pmsby ke Madhyam se accidental Bima coverage provide Kiya jaega sanctioned amount accidental death aur permanent disability ke liye ₹2,00,000 aur partial disability ke mamle Mein ₹1,00,000 hai.


Q. E Shram Card ke Fayde kya hai?
Ans.
E Shram Card ke Fayde E Shram Sarkar accidental death and permanent disability ke mamle mein ₹2,00,000 mein aur partial disability ke mamle mein ₹1,00,000 Vishesh Roop se social security benefit isharram portal ke Madhyam se provide kiye jaenge. Aapda ya mahamari E Shram login ke dauran unorganised workers Kendra aur Rajya Sarkar ki help le sakte hain.


Q. Mai Shram Suvidha Portal kaise kholu?
Ans.
Login karne ke bad aapko left side mein ek menu Dikhai Dega, menu se link establishment option chunen. Ab aap link establishment form dekhen, LIN number bhare, previous representative contact details (registered mobile number and registered email id)



 Dosto update karne ke liye aap apne man me hi   kisi bhi Question ka Answer denge, aap hamesha   ke liye aksham ho jayenge, aap puchhenge ki   aapka answer kya hai. 


 Note - ISI Tarah Se Ham sabse pahle Kendra   Sarkar aur Rajya Sarkar dwara shuru ki gai nayi ya   purani Sarkari yojnaon ki jankari is website per   Denge sanatancharacters.blogspot.com agar aap   dete hain to hamari website ko follow karna na   Bhule. 

 Agar aapko yah artical Pasand Aaya ho to ise like   aur share karen. 

 Iss artical ko end tak padhne ke liye Thank You... 

 Posted by Paresh Sawant 

Popular posts from this blog

What Hindu Women Must Know

What Hindu Women Must Know Remember Hinduism doesn't oppress anyone . There are kartavya for everyone and following those kartavya  and Bhakti of Ishwar Leads you to Moksha 

12 Types of Legal Heir in Ancient India

Contents [ hide ]  12 Types of Legal Heir in Ancient India Post by Insta -  @ancient.bharat_ 12 Types of  Legal Heir  in  Ancient India  : In Ancient India, 12 types of children were considered to be  legal heir  of his father. All of them need not be biological children of their legal father types of legal heir certificate . 12 Types of Legal Heir ( Children ) in Ancient India Aurasa  : Biological son through wife in a normal marriage, where son carries father’s Y-Chromosome. Putrikaputra  : When there is no son, girl is treated as son and her son becomes  legal heir  (ex :  Babruvahana , born to  Arjuna  and  Chitrangada , but became  legal heir  of his maternal-grandfather.) Kshetraja  : Wife’s womb but husband is not biological father. (ex:  Kunti ,  Madri  giving birth to  pandavas ). This can happen even after husband’s death and still the children born wil...

Why do Hindus wear bindis and tilaks on their forehead? | Science and Significance Behind Tilak and Bindi.

Why do Hindus wear bindis and tilaks on their forehead? |  Science and Significance Behind Tilak and Bindi.