Rojgar Vikas Bharti 2022: Gramin Vikas Adhikari 2659 Pado Par Sidhi Bharti
Rojgar Vikas Bharti 2022 Digital Shiksha Rojgar Vikas Sansthan dwara 10th / 12th pass ke liye Sahayak Gramin Vikas Adhikari 2659 pado par bharti hetu Sarkari Naukri Result Notification jaari kiya hai. Rojgar Vikas Bharti 2022 ke liye yogya evam interested students Rojgar Vikas Sansthan ki Official Website ke madhyam se Last date se pehle Online Application submit kar sakte hain.
Digital Shiksha Rojgar Vikas Sansthan ke madhyam se Rojgar Vikas Recruitment 2022 ke Talash kar rahe students ko sahayata Gram Vikas Adhikari Naukari pane ke liye yah ek achcha avsar hai Rojgar Vikas Bharti se judi sampurn Jankari niche talika per avlokan kar sakte hain. Iske sath hi sarkari Naukari Notification Update prapt kar sakte hain.
Rojgar Vikas Jobs 2022 Notification
Rojgar Vikas Vacancy 2022 Details
1. Vibhag Ka Naam - Digital Shiksha Rojgar Vikas Sansthan2. Bharti Board - Rojgar Vikas Sansthan
3. Pad Ka Naam - Sahayak Gramin Vikas Adhikari
4. Total Pad - 2659 Pad
5. Salary - 20200 /-
6. Job Level - National Level
7. Class - Jobs
8. Application Process - Online
9. Exam Mode - Offline
10. Language - Hindi
11. Job Location - All Over India
Rojgar Vikas Vacancy Details
Rojgar Vikas Eligibility Criteria
1. Educational Qualification - 10th / 12th Pass
2. Aayu Seema - 18 - 40
3. Aayu Me Chhut - Mandando Ke Anusar
Rojgar Vikas Bharti Salary Details
1. Minimum Salary - 5200 /- rs.2. Maximum Salary - 20200 /- rs.
3. Grand Pay - 1900 /- rs.
Rojgar Vikas Bharti Application Fees
Class Name And Fees1. Common - 500
2. OBC - 500
3. SC / ST - 350
Rojgar Vikas Bharti Exam Date
1. Notification Date - 07 April 20222. Application Start Date - 07 April 2022
3. Last Date - 20 April 2022
4. Condition - Ongoing
How To Apply For Rojgar Vikas Bharti Online Form
Online Application Process - Sahayak Gramin Vikas Adhikari Online Application Form ke liye Digital Shiksha Rojgar Vikas Sansthan ki Official Website dsrvsindia.ac.in par jaa kr Last Date tak Online Application bhar sakte hai. Application Process ki in detail information ke liye niche diye gaye nirdesho ka palan kare.1. Sabse pehle Departmental Ads ki bhali bhanti observe kare.
2. Uske baad niche diye gye Online Form link ko click kare.
3. Official Website ka Main Page open ho jayega.
4. Main Page par Rojgar Vikas Bharti Online Form link par click kare.
5. New window khulegi, jisme apko sampoorna jankari darj karni hogi.
6. Submit Button ko click kare.
7. Future ke liye Copy Print ye PDF rakh le
Rojgar Vikas Bharti Selection Process
Selection Process - Rojgar Vikas Sansthan dwara sabhi students ka niche darshit event aayojit kiya jaega Rojgar Vikas Bharti 2022 Selection prakriya ki vistrut jankari ke liye Vibhagiy Adhisuchna jaanch kare -
1. Competitive Exam
2. Document Verification
3. Medical Examination
Important Useful Links
1. Departmental Ads - Click Here2. Online Form - Click Here
Important Information
Most Urgent Information
Hum kisi bhi Candidate ko job offer ya job sahayata ke liye contact nahi karte hai. sanatancharacters.blogspot.com kabhi bhi jobs ke liye kisi Candidate se shulk nahi leta hai. Kripya fraud call se email se savdhan rahe. Kisi bhi sahayata ke liye kripya official Facebook Page par contact kar sakte hai.Ise bhi Padhiye :
Meesho App se Paise Kaise Kamaye 2022
FAQ
Q. Rojgar Vikas Bharti 2022 ke liye Online Application kab tak bhare jayenge?
Ans. Digital Shiksha Rojgar Vikas Sansthan Bharti 2022 ke liye Online Applivation 20 April 2022 tak bhare jayenge.
Q. DSRVS ARDO Recruitment 2022 ke liye Online Application kaise kare?
Ans. Rojgar Vikas Bharti ke liye Application process upar post me batayi gayi hai.
Q. Rojgar Vikas Bharti 2022 ke Application ke liye kya Educational Qualifications honi chahiye?
Ans. Rojgar Vikas Bharti 2022 ke liye 10th / 12th pass hona jaruri hai.
Q. Rojgar Vikas Bharti 2022 ke liye Age Restriction hai kya?
Ans. Ji haan, Rojgar Vikas Bharti 2022 ko apply krne ke liye 18 - 40 years ke bich hona jaruri hai.
Q. Sahayak Gramin Vikas Adhikari pad ke liye kitne vacancies hai?
And. Sahayak Gramin Vikas Adhikari ke liye total 2659 pad vacancy hai.