Skip to main content

Sanjay Raut ki Property ED ne ki Japt | Sanjay Raut Property Seized by ED

Sanjay Raut ki Property ED ne ki Japt | Sanjay Raut Property Seized by ED

Sanjay Raut Property Seized by ED : Shiv Sena Sansad Sanjay Raut ki Property ED ne Japt ki hai.

Sanjay Raut Property Seize by ED

Sanjay Raut Property Seized by ED : Pata chala hai ki ED se Shiv Sena Sansad Sanjay Raut ki Property jabt kar li gai hai. Pata chala hai ki Alibag mein 8 plot aur Dadar mein flat bhi shamil hain. ED ke mutaabik, Sanjay Raut ne Money Laundering ke paise se Property kharidi thi. Sath hi Sanjay Raut aur unke karibi Netaon ke khilaf bhi action li gai hai.

Enforcement Directorate (ED) ne Shiva Sena ke Rajyasabha Sansad Sanjay Raut ko karara jhatka diya hai. ED ne Alibag aur Dadar mein Sanjay Raut ki Property ko japt kar liya hai. Japt ki gai Property mein Alibag mein 8 plot aur Dadar mein 1 flat shamil hai. BJP Neta Kirit Somaiya ne press conference kar yeh information di.

Pichhle kai dinon se Central Investigation Agencies Rajya par shikanja kas rahi hai. Maha Vikas Aghadi (MVA) ke kai Neta ED ke radar par hain. Usi se aksar dekha jata tha ki Opposition Party aur Ruling Party ke bich jhadap hoti rahti thi. Central Government Wali BJP Central Agencies ka istemal krke Anti-BJP Shasit Rajyo mein anya Party ke Netao ko pareshan krne ka aarop Maharashtra ke Netaon se kiya ja rha tha. Isme ek pramukh naam Sanjay Raut ka tha. Sanjay Raut ne BJP Leaders ke sath sidhe ED Officers Ransom Racket chalaneka aarop lagaya tha.

Popular posts from this blog

What Hindu Women Must Know

What Hindu Women Must Know Remember Hinduism doesn't oppress anyone . There are kartavya for everyone and following those kartavya  and Bhakti of Ishwar Leads you to Moksha 

12 Types of Legal Heir in Ancient India

Contents [ hide ]  12 Types of Legal Heir in Ancient India Post by Insta -  @ancient.bharat_ 12 Types of  Legal Heir  in  Ancient India  : In Ancient India, 12 types of children were considered to be  legal heir  of his father. All of them need not be biological children of their legal father types of legal heir certificate . 12 Types of Legal Heir ( Children ) in Ancient India Aurasa  : Biological son through wife in a normal marriage, where son carries father’s Y-Chromosome. Putrikaputra  : When there is no son, girl is treated as son and her son becomes  legal heir  (ex :  Babruvahana , born to  Arjuna  and  Chitrangada , but became  legal heir  of his maternal-grandfather.) Kshetraja  : Wife’s womb but husband is not biological father. (ex:  Kunti ,  Madri  giving birth to  pandavas ). This can happen even after husband’s death and still the children born wil...

Why do Hindus wear bindis and tilaks on their forehead? | Science and Significance Behind Tilak and Bindi.

Why do Hindus wear bindis and tilaks on their forehead? |  Science and Significance Behind Tilak and Bindi.