Skip to main content

SBI Doorstep Banking se Ghar Baithe milenge poore 20000 Rupees Cash, Jaldi se Registration kare

SBI Doorstep Banking se Ghar Baithe milenge poore 20000 Rupees Cash, Jaldi se Registration kare

SBI Doorstep Banking se Ghar Baithe milenge poore 20000 Rupees Cash: SBI customers ke liye good news, SBI customers ke liye khaas Ghar par cash bhejega.

SBI Doorstep Banking se Bank ayega apke Ghar
SBI Doorstep Banking Ab bank ayega aapke Ghar


SBI Doorstep Banking

Agar aap bhi SBI (State Bank of India) ke customer hai to aapke liye badi good news hai. SBI Bank customers ke liye khaas Suvidha lekar aaya hai, jismein aapko Ghar Baithe cash mil jaega. SBI Bank iss Suvidha ke tahat customers ke ghar per 20000 rupees cash bhejega. Iske liye aapko koi lamba-chauda process karne ki bhi jarurat nahin hai. Aaiye aapko batate hain ki kin customers ko iska fayda milega.


Jaane Ghar Baithe milega kitne Rupees ka Cash?

Aapko bata de ki Corona Period me banks ne customer ke Suvidha ke liye kai khaas Sevaye shuru ki thi, jisse vah Ghar Baithe hi apna banking work nipta sake. Desh mein sabse badi government bank SBI ne customers ke liye SBI Doorstep Banking ki Seva ki shuruaat ki thi, jismein aapko Ghar Baithe pure 20000 rupees cash mil sakta hai.

Ye bhi padhe - Mobile ke jariye ATM se Paise nikale


Kam se kam mangwa sakte hai 1000 rupaye

SBI Doorstep Suvidha mein aap minimum 1000 rupees aur maximum 20000 rupees Ghar Baithe mangwa sakte hain. Cash Withdrawal Suvidha ke liye aapke khate mein paryapt balance hona jaruri hai. Agar aisa nahi hai to aapka transaction cancel ho jayega.

Ye bhi padhe - Meesho app se paise kaise kamaye


Check kar sakte hai Official Website

SBI Doorstep Banking ke bare mein adhik jankari ke liye aap official link https://bank.sbi/dsb per bhi visit kar sakte hain. Iske alava SBI Doorstep Banking mein financial or non financial services ke liye 75 rupaye+GST charge lagega. Iske alava aap toll free number 1800111103 per subah 9:00 baje se sham 4:00 baje ke bich call karke bhi Jankari le sakte hain.

Ye bhi padhe - Rojgar Vikas Bharti 2022


Pehle Home Branch me khulwana hoga Account

Customer ko iss SBI Doorstep Banking Suvidha ka fayda lene ke liye apne SBI Home Branch mein registration karna hoga. Iske bad hi aap iss SBI Doorstep Banking Suvidha Ka fayda le sakte hain. Iske alava Paisa lene ke liye cheque aur withdrawal form ke sath hi passbook ki bhi Jarurat hogi.


Ye bhi jarur padhe -

Mobile ke jariye ATM se Paise nikale

Meesho app se paise kaise kamaye

Rojgar Vikas Bharti 2022

Driving Licence new Rules 2022

Popular posts from this blog

What Hindu Women Must Know

What Hindu Women Must Know Remember Hinduism doesn't oppress anyone . There are kartavya for everyone and following those kartavya  and Bhakti of Ishwar Leads you to Moksha 

12 Types of Legal Heir in Ancient India

Contents [ hide ]  12 Types of Legal Heir in Ancient India Post by Insta -  @ancient.bharat_ 12 Types of  Legal Heir  in  Ancient India  : In Ancient India, 12 types of children were considered to be  legal heir  of his father. All of them need not be biological children of their legal father types of legal heir certificate . 12 Types of Legal Heir ( Children ) in Ancient India Aurasa  : Biological son through wife in a normal marriage, where son carries father’s Y-Chromosome. Putrikaputra  : When there is no son, girl is treated as son and her son becomes  legal heir  (ex :  Babruvahana , born to  Arjuna  and  Chitrangada , but became  legal heir  of his maternal-grandfather.) Kshetraja  : Wife’s womb but husband is not biological father. (ex:  Kunti ,  Madri  giving birth to  pandavas ). This can happen even after husband’s death and still the children born wil...

Why do Hindus wear bindis and tilaks on their forehead? | Science and Significance Behind Tilak and Bindi.

Why do Hindus wear bindis and tilaks on their forehead? |  Science and Significance Behind Tilak and Bindi.